Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ek Waqt tha jab tujse Beinteha pyar karta tha…..Ab

Ek Waqt tha jab tujse Beinteha pyar karta tha…..Ab to tu khud muhobbat ban chali aaye mujhe farq nahi padta….

Ek waqt tha jab teri parwah karta tha..Ab to tu mere khatir fannah bhi ho jaye to koi farq nahi padta….

Ek waqt tha jab teri ID ki njaane kitne chakkar lagata tha…Teri har post ke , har status ke maayne nikala karta tha…..ab sun le ki jo musalsal ( continusaly )khela hai tune block aur unblock ka khel mere sath…..Ja meri ID tha zindagi teri block list me rakh le mujhe farq nahi padta…..Yaad kar wo waqt jab mahaj teri DP dekh kar meri dhadakne tej ho jaya karti thi….Ab tu kisi rah gujar pr bilkul garib se gujar jaye to farq nahi padta….

Ek waqt tha jab tujhe takleef me dekh kar meri aankhe bhar aaya karti thi… Thuje agar koi kharoj bhi aa jaye to meri saanse atak jaya karti thi….Lakin ab sun le ki ab befekiri ka sarror hai mujh pe kuch asa ….Ki kambakht teri saanse bhi tham jaye to mujhe kuch fark nahi padta. ….Ha tera kahna bhi vajib hai ki ise ishq nahi kahte…Jo yeh kavita sun kar ek bewafa ko meri mohobat pe shak ho jaye to mujhe fark nahi padta…..

Ek Waqt tha jab tujse Beinteha pyar karta tha…..Ab to tu khud muhobbat ban chali aaye mujhe farq nahi padta…. Ek waqt tha jab teri parwah karta tha..Ab to tu mere khatir fannah bhi ho jaye to koi farq nahi padta…. Ek waqt tha jab teri ID ki njaane kitne chakkar lagata tha…Teri har post ke , har status ke maayne nikala karta tha…..ab sun le ki jo musalsal ( continusaly )khela hai tune block aur unblock ka khel mere sath…..Ja meri ID tha zindagi teri block list me rakh le mujhe farq nahi padta…..Yaad kar wo waqt jab mahaj teri DP dekh kar meri dhadakne tej ho jaya karti thi….Ab tu kisi rah gujar pr bilkul garib se gujar jaye to farq nahi padta…. Ek waqt tha jab tujhe takleef me dekh kar meri aankhe bhar aaya karti thi… Thuje agar koi kharoj bhi aa jaye to meri saanse atak jaya karti thi….Lakin ab sun le ki ab befekiri ka sarror hai mujh pe kuch asa ….Ki kambakht teri saanse bhi tham jaye to mujhe kuch fark nahi padta. ….Ha tera kahna bhi vajib hai ki ise ishq nahi kahte…Jo yeh kavita sun kar ek bewafa ko meri mohobat pe shak ho jaye to mujhe fark nahi padta…..

Views