Nojoto: Largest Storytelling Platform

Khizaan Ki Rut Main Gulab Lehja, Bana K Rakhna Kam

Khizaan Ki Rut Main Gulab Lehja, Bana K Rakhna Kamal Ye Hai
Hawa Ki Zad Main Diya Jalana, Jala K Rakhna Kamal Ye Hai

Zara So Laghzish Pe Torr Dety Hain,Sabh Taluk Zamany Waly
So Aisy Wesoon Se Bhi Taluk Bana Rakhna Kamal Ye Hai 

Kisi Ko Dena Ye Mashawara K, Wo Dukh Bicharny Ka Bhool Jae
Aur Aisy Lamhy Main Apny Ansoon Chupa K Rakhna Kamal Ye Hai

Kisi Ki Rah Main ,Khuda Ki Khatir ,Utha K kanty,Hatta K Pathar
Fir Us K Agy Nigha Apni Jhuka K Rakhna Kamal Ye Hai

Wo jisko Dekhy Dukh Ka Laskar,Larkhraye,Shikasht Khae
Labboon P apny wo Muskirahatt Saja K Rakhna Kamal Ye Hai

Hazar Taqat ,Hoon So Dalelen,Fir Bhi Lehjy Main Aajzi See
Adab Ki Lazat ,Dua ki Khushbu Basa k Rakhna Kamal Ye Hai #Poetry