ye rang birangi raushni me kiradar kisi ka nikhar gaya jo sambhal na paya rang mach par wahi par wo bikhad gaya kidhar gaya wo aage life me kisi ko iski kya khabar bas ek bat hai kahni yaaro marte dam tak karam kar marte dam tak karam kar marte dam tak karam kar