Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ruksat huva to aankh mila kar nahi gaya Wo kyun g

Ruksat huva to aankh mila kar nahi gaya

Wo kyun gaya hai  ye bhi bata kar nahi gaya

Wo youn gaya ki baad-i-saba yaad aagayi

Ahsaas tak bhi humko dila kar nahi gaya

Youn lagg raha hai  jaise  abhi  laut  aayega

Jaatey huvey, charag bhuja kar nahi gaya

Bas ek lakeer kheench gaya darmiyaan mein

Deewaar rastey mein bana kar nahi gaya

Shayad who mil  hi  jaaye  magar  justaju hai  sharet

Wo apney naqsh-e-paa to mita kar nahi gaya

Ghar mein hai aaj tak wahi  khushboo  basi huvi

Lagta hai youn,  ki wo aakar nahi gaya

Rehney diya na usne kissi kaam ka mujhe

Aur khaakh mein bhi mujh ko mila kar nahi gaya

Armaan  ye gila hi raha uski zaat se

Jaatey huvey wo koi gila kar nahi gaya

Wo kyun gaya hai ye bhi bata kar nahi gaya #NojotoQuote voh kuyn gaya

voh kuyn gaya