Nojoto: Largest Storytelling Platform

ek sach ko apnaya h aaj , wo sach jis me janta th

ek sach ko apnaya h aaj  , wo sach jis me janta tha jis se me bhagta tha sach ye ki uski chahat koi or h uski mohhbbat koi or h,  wo use bhula nhi payi jo bewafa tha uski hasrat aaj bhi wo hi h, uska hasna khelna ruthna manana paresan hona sab ha sab ka sab kisi bewfa ke nam kr dia usne,  me chah kr bhi uska nhi ho paauga wo muje nhi apnayegi na apnana chahti h uski mohhbbt wo shakhs h jo kisi ka na hua jise jismo ki hasrat se jada kuch chahiye nhi tha  ,ajeeb mohhbbat ke ajeeb dour me ajeeb se halat h ye sab kuch saaf mgar sab kuch dhundhla sa lgta h  , ye sach h mgr ki uski paresanio pr bhi mera haq nhi ye sach h ki bewfa us sakhs se bhi mera ye pyr haar gya  , ye sach h ki meri mohhbbat ka anjam adhura rhna h,  ye sach ki wo kisi or ka khud ko man chuki h,  ye sach h ki kl ko wo chahe anchahe riste me bandh jayegi ye sach h ki wo muje bhula degi,  ye sach h ki sari kahanio ka ye hi ant hota h,  ye sach h ki me use ni bhula paauga ye sach h ki mera mere khud pr vash nhi h mera dil mere jajbat sab mere se daga kr ke bhi use hi chahege ye sach h ki ab wo dheere dheere mujse wo dur ho jayegi ye sach h ki me use kbhi rok na paauga,  ye sach h ki jindgi saral choti or aasan h mgr ye bhi sach h ki mohhbbt paresanio gamo or dukho ke registan me pani ki bund bn jati h,  ye sach h ki uski jindgi ki kahani me mai kahi nhi hu or ye bhi sach h ki meri jindgi ki kahani hi wo h.... ye sach h ki waqt nikal chuka h samay beet chuka sab khtm sa h mgr me fir bhi is drd bhari tabahi ko aankho se dekhne ka intjar kr rha hu...