Nojoto: Largest Storytelling Platform

mai.. duniya ki samjh nahi thi mujhe.. logo ko p

mai.. 
duniya ki samjh nahi thi mujhe.. 
logo ko parkhana bhi nahi aata tha mujhe..
aata bhi kese.. 
kyuki samjhane se pahle hi ye duniya ne mujhe rung diya apne lari ke bich mujhe lake khara kardiya.. 
meri umar ka bhi to lihaz kar lete. 
mahaz ma 3sal ki thi.. 
abhi papa ki ungli pakar ke chalna suru hi kiya tha...
ki tumne duniya se hi mita diya.. 
mujhe yad hai jab mai aai thi tab sab ne kaha tha...
bara hi sundar hai ye duniya....
yahi sundarta dikhani baki thi kya?.. 
abhi bhi waqt hia mera nishaf kardo.. 
ye hindu mushlim se aajad kardo.. 
na ma hindu hu na mushalim ma to teri beti hu.. 
ye samjh ke mera insaf kardo.. 
kab tak ma aese bhatkungi mujhe mujhse azad kardo.. 
mere aakh nikaldiye unlogo ne.. 
kamse kam uase is duniya se mita do. 
mujhe mera haq to dila do.. 
mujhe azad kardo... #insaf  Prince Sudhanshu Ranjan Indrani kumari

tanukumari4316

Tanu Kumari

New Creator

@Prince @Sudhanshu Ranjan @Indrani kumari">#insaf Prince Sudhanshu Ranjan Indrani kumari #poem