Ek to aaj gulab ka din , uper se mausam ka jadu kya baat hai.... Gulabi dil , gulabi din , aur chhaya gulabi sa nasha kya baat hai.... Mehke tu , mehku mai , Gulsan hua sara jaha kya baat hai.... Mausam-e-ishq , subhan allah , Usper sang Ma-Baap ka pyar kya baat hai.... #gif kya baat hai #rose_day