Nojoto: Largest Storytelling Platform

Maine kaha ke mere liye kuch DUA kiya karo Us ne k

Maine kaha ke mere liye kuch DUA kiya karo
Us ne kaha ke DUA pe na takiya kiya karo
Maine kaha ke zahen mein rehta hai bojh sa

Us ne kaha ke chhup ke kahin roya karo

Maine kaha ke tere khawab  jaga dete hain

Us ne kaha ke raat ko socha na karo

Maine kaha ke raat ko neend nahi aati

Us ne kaha ke sone ki koshish kiya karo
Maine kaha ke dost nahi denge saath mera

Us ne kaha ke waqt pe yeh tajarba kiya karo

Maine kaha ke Dil main teri yaadein hain
Us ne kaha ke Dil ko samjhaya karo

Maine kaha ke tere milne ki umeed hai
Us ne kaha ke umeed na umeed bhi hoti hai

Maine kaha ke tumhari Ankhen meri Ankhen hongi

Us ne kaha ke chalo phir meri Ankhon main raha karo #OpenPoetry  Us ne Kaha..

rjsandy9103

RJ Sandy

New Creator

#OpenPoetry Us ne Kaha.. #poem