Nojoto: Largest Storytelling Platform

Lamha therta hi to nhi hai , Kuchh puchhte hai bta

Lamha therta hi to nhi hai ,
Kuchh puchhte hai btata hi to nhi hai.
Ek uljhan c bnaye rakhta hai ,
Uljhno ko suljhata hi to ni hai.
Yaadon ke sagar mein chalti kashti ki trh hai lamha,
Ek kinare pe aata hi to nhi hai.
Kitab ke hr panne ki trh hai lamha, 
Par duje ko samajh aata hi to nhi hai.
Har pal sau(100) raaste kholta hai lamha ,
Par shi raah dikhata hi to nhi hai.
Zindagi mein  hazaro logo se milvata hai ek lamha ,
Par kon h apna ye btata hi to nhi hai.
Pal pal mein kitne roop leta hai ye lamha,
Par sache roop mein samne aata hi to nhi hai.
Aasman mein taaron ki tarah hai lamha ,
Durr itna or pass aata hi to nhi hai!!!!!! lamha....
#story_in_poem