main janti hoon ki mohabbat sab se nahi ho sakti par pyaar sabse kiya jaa sakta hai
kisi ke chehre ki hansi se lekar
tez bhukhar mein maathe par
rakhi thande paani ki pattiyon tak
kisi ka bhi khyaal rakh kar
us se pyaar jataya jaa sakta hai....
Aur mohabbat