Nojoto: Largest Storytelling Platform

na kisi dharm ke liye na kisi jaati ke liye usne a

na kisi dharm ke liye na kisi jaati ke liye usne apna laho baha diya apne aap par kode khilwa liye krus or maut ko seh liya har insan ke liye ,aaj har koi shama maafi chahta hai to bas yeshu ke laho ke dwara khuda se maang sakta hai or use dijayegi ,bas shart ye hai ki aage paap na karna ,aap ko udhar or changai yeshu me mil jayegi ise mango kaho usse ,usko dil me jgha dekar to dekho khus samkh jaoge use dosti kar ke usse mil kar ,aaj shaitaan ko haraane ka samay hai utho or aaghe badho wo tumhare sath tumhari akhri saanson tak bana hai or anant kaal ke liye tumhe apne sath le jaane aa rha hai fir se .uske saath swarg me rahenge khuda ki maujudgi me ,sachai prem ki raah me chalo sab ko maaf karte chalo .khushiyan baato aasun pocho logo ke uske vachan ko jeevan me utar ke uski raaho pe chalo ant me fal hoga tumhari asha na tutegi.