Nojoto: Largest Storytelling Platform

Zindagi ki iss safar mein

         Zindagi ki iss safar mein 
                samjhanewale
bahut milenge lekin samajhnewale
              bahut kam milenge. 
Samjhane se behtar hai samajhna 
            kyunki zindagi ki 
    sidhi sabki alag alag hoti hai 
                    par 
         manzil ek hoti hai. 
          
         Samjhane se hum aage wale ko ek 3rd person ke point of view se dekhte hai aur samjhne se hum unko 1st person ke view se dekhte hai. Agar unka dard ya dukh baantna hai then chizon ko samjhiye na ki samjhayiye, kyunki samjhne se aage wale ki aadhi fikr aur tension kam ho jati hai kyunki usse ek aihsas hota hai ki koi hai jo ki samajh rha hai par samjhane se usko apne upar doubts anna suru hojata hai, woh ek ase bhawandar mein ulajh jata hai jahan se nikal ne ka rashta na use pata hota hai na hi woh kisi se puch pata hai. So guys logon ko samjhiye aur unki gehrai ko feel kijiye.

nisthasahoo5515

nistha sahoo

New Creator