Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kya karu main meri khamoshi bhi khalti hai duniya

Kya karu main meri khamoshi bhi khalti hai duniya ko bolu to neecha dikhaate hai sab apne aapko mahaan bata te hai ,khud ki soch se khud dhoka khaate hai ,bhul jaate hai kudrat ne kabhi kisi ko ye mauka hi nhi diya ki duniya me sab se mahaan ban kar raaj karne ka ,sikandar se puch lo sirf khuda hi sab se mahaan hai jo kayanaat ko chalata hai usne tere jaise kitne dekh liye or kitne mitti me raakh kar diye ,uske bande humesha chup rehte hai namra deen ban ke kyunki unka yudh wo ladta hai ,unka insaaf wo karta hai . #NojotoQuote