Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ghar ki haalatoh ko wo dekh k wo rh nhi paaya Apn

Ghar ki haalatoh ko wo dekh k wo rh nhi paaya 
Apni takleefo ko wo keh nhi paaya
Khuddar tha bhik maangna use gawara nhi
Pita k chorne k baad uska koi sahaara nhi 
School jaane k jgh wo kaam krta 
Chote bhai bhn ko khilane k liye wo khud bhukha rha
Umar se phle uske paas zimmedaari aa gyi
Pita k marne k baad ghar meih begari cha gyi
Aakhir kuch kaam krke hi sbka pet kaatna hoga 
Aakhir ghar kharch k liye kaam baatna hoga 
Ghar ka bada tha na 
Isliye apne sapno ko daba k dusre k sapne pure krne lga
Apni bhuk aur dusro ki zarurato k liye haalat se ldne lga
Par shayad khuda ka irada kuch aur hi tha 
Shayad khuda aur kismat ka wada kuch aur hi tha 
Police pakar k le gye use 
Child labour k ilzam meih
Ghar meih phir begari cha gyi azam meih
Aakhir sarkar ne niyam toh bna diye 
Par bachoo ki mazabooriya nhi smjhi
Khelne pdne k umar meih wo kaam kr rhe 
Shayad unke piche unki zimmedaariya nhi smjhi

Aakhir sarkar ko kuch sochna chahiye
Inke liye krna kuch krna chahiye 
Sarkar sochegi tabhi haalat badlenge 
Tabhi jaake unki parivaar k haalat sudhernge 
Sarkar ko samjna chahiye ki child labour shauk nhi mazaboori hai
Ye hme ye btate hai ki unke parivaar par kya kya gujri hai child labour

rahulsaw6653

Rahul Saw

New Creator

child labour