Nojoto: Largest Storytelling Platform

sochti hu mai "kash mai duniya me aayi na hoti" "k

sochti hu mai
"kash mai duniya me aayi na hoti"
"kash mai kisi ki parchai na hoti"
"kash yha pr bhi koi saccha insaan hota"
"kash is duniya se bhot dur hwas ka saitaan hota"
"kash nari -nari ko smjh pati"
"kash kisi me bhi jalne wali bimari na hoti"
"kash khuda ne jisa bnaya tha wisa ye sansar hota"
"kash yha khus har insaan hota"

(kaviya kashyap) kash...or bs kash😐😐😐

kash...or bs kash😐😐😐 #Quote