Nojoto: Largest Storytelling Platform

Waqt Waqt ki baat hai, Iss Waqt m,uss Waqt ki yaa

Waqt Waqt ki baat hai,
Iss Waqt m,uss Waqt ki 
yaadein na bhi chahu, 
Uss Waqt ki yaad iss Waqt aa hi jati hai, 
Iss Waqt ko issi Waqt rok lu, 
Yehi aawaz kaano mai har Waqt goonjti rahati hai
.
Uss Waqt ki baat hai,
jab Waqt mere sath tha, 
Voh bhi mere pass tha, 
Hamare choote se aashiyane m har Waqt maano koi tayohar tha.

Waqt Waqt ki baat hai,
Waqt m Waqt badal jaata hai, 
Ab Waqt mera beet gaya, 
Naa jaane mera Waqt wapas kab aayega, 
Uss Waqt ka intezaar tha, 
Aankhon mein motiyon ki bahar thi, 
Dekha tha inn aankhon ne toote sapno ko, 
Waqt ke sath badalte apno ko.
Maine Waqt ko Waqt diya sambhalne ke liye, 
Usne bewaqt kaha, beete aache har uss Waqt ke liye, 
Yeh bura Waqt kafi tha uske jaane ke liye, 
Agar ab iss Waqt voh nahi, 
To Waqt nahi mere pass bhi uss gair ke liye. 

Mere bure Waqt ko uss Waqt maine kaha tha,
Waqt badalte Waqt nahi lagta Waqt ko thora Waqt doo, 
Inn laafzon ko Waqt par aitabaar hai, 
Lafzon k matlab Waqt par sawar hain, 
Dil milne ka tootne m bhi Waqt ka hi hath hai, 
Kabhi Waqt ne nikhara hai, 
Kabhi Waqt ne bikhera hai, 
Waqt Waqt ki baat hai
Kabhi Waqt mere sath hai, 
Kabhi Waqt mere khilaf hai. 
-AASEYANA Koi aaj iss zalim waqt ko roke, 
Aur ek tak dekhe usse hum sut bhud kho ke.🍃

Koi aaj iss zalim waqt ko roke, Aur ek tak dekhe usse hum sut bhud kho ke.🍃 #poem