Chand se roshan chera ho sabka Ibadat se bhari yeh mahina ho sabka Ramzan ki har ibadat ho quboal Khushiya mile sabko bharpur Ho jaye har murad puri Yahi h khudha se dua humari Sajdo mai apne sir ko jhukhaye rakhna.. Khudha se umeed lagye rakhna Ho jaye har muskil asan sabki Yehi h khudha se dua hmari Har din khudha ko yad karna Har din unhe apni fariyad sunate rhena Baksh de khudha zindgayi sabki Yahi h khudha se dua hamari Khushiya sabse batte rhena chaiye amir ho ya garebh Fark to wo logo mai nahi karta Ye seekh hmesha dill ko samjhate rhena Ramzan mai roza har din rakhna uska faal ek din jarur milega dekhna Shubha ki sehri shyam ka ifftar Shubha ki sheri shyam ka ifftar Main wo kuch bat h alag hain Bhukhe sab hote h, zuba pe nam khudha ka bhi hain Ramzan k jane pe naraz na hona Eid per khushiya manate rhena Ibadat ho qubol sabki yahi hain Khudha se dua hamari #Eidaladha #ibadat #poem #Khud Naushad Ahmad 'Nazar' MUSHTAQ TAJ HASHMI FᎪᎡᎻᎪN ∶ ᏚᎻᎪᏆKᎻ ✔️