Pichle chaar din ki saari sharaab maang rahi hai, Aaj phir zindagi hisaab maang rahi hai. Mere aankho ki galiyo se aab maang rahi hai, raato se mere saare khwaab maang rahi hai, Kya khoya kya paaya pichle kuch dino mein, aaj phir zindagi hisaab maang rahi hai. #RDV19