Ye keh kisne diya tumse, iss mulk par tera naam nhi. Ye keh diya kisne tumse, ki iss mulk par tumhaara adhikaar nhi. Ye hindustan h mere bhai, tum bin dil yahan kissi ka lagta nhi. Maati me milawat h, jo tum bin nikharta nhi. kann kann me, tera mera kahin likha nhi. - Nitish