Nojoto: Largest Storytelling Platform

MERA DESH yeh mera desh hai jaha log bhale hi lad

MERA DESH 
yeh mera desh hai jaha log bhale hi ladte bahut hain par jarurat ke waqt ek dushre ka saath bhi aachi tarah  se nibhate hain .jaha bhale hi gali gali mein jhuthe log majud hain par uss gali ke kisi na kisi chaurahe pe ek saacha insan jarur milta hai.
yeh desh hai mera jaha maa apne baache ko yeh sikhati hai ki bhale hi marna pashand karo par sar jhukana nhi .jaha sainik desh ki suraksha ke liye marne se bhi piche nhi hatte .jaha ke kisan khud bhuke rehe ke bhi dushron ke liye anaj ugana nhi chodte .
aisa hai mera desh jana kisi ke pass paise ho ya nhi yeh toh pata nhi par insaniyat thodi hi sahi par hoti sabmein hai .
mere desh ki toh baat hi nirali hai kiyu ki mitti mein iske aashirbad hai bhagwan ki aur iss mitti mein khushu hain unki jinhone iss desh ke liye marne se bhi piche nhi hata .
ek din hum sabko issi mitti mein hi jana hai par jane se pehele kuch aisa karo jisse ki  humein  log yaad rakhe .yaaro maut toh sabko ek na ek din aani  hi hai par marne se pehele apne desh ke liye kuch toh karo .
Hindushtan mera desh hai aur mere  desh pe kurban meri yeh  jaan hai . mera desh 
aanamikaa ki zubani

anamikaa9204

Anamikaa

New Creator

mera desh aanamikaa ki zubani