Tu jutha hai ye samaz sacha hai tune to fark batya hi nahi is jat pat ka is samaz ne to aaina dikhya hai asli pyaar ka Tu jutha hai ye samaz sacha hai tune to kabhi batya hi nahi ki pyaar jat dekh kar karna hai ye to samaz hai jisne batya hai rishte jat dekh kar hote hai Tu jutha hai ye samaz sacha hai tune to batya hi nahi ye jat tuje or muje dur kar degi ye to samaz hai jisne batya hai ki konsi jat uchi hai or konsi jat nichi Tu jutha hai ye samaz sacha hai tune to sachai par parda rakha is samaz ne to ruh bah ruh karwaya hai mohobbat jat dekh kar karo pyar dekh kar nahi Tu jutha hai ye samaz sacha hai... M.S. #to#dear#love#tu#jutha#hi#ye#samaz#sacha#hai