Nojoto: Largest Storytelling Platform

Bacha kar aaj ko..... Bacha kar rakh Liya jaye aa

Bacha kar aaj ko..... 
Bacha kar rakh Liya jaye aanewale kal ko....
un panchiyon ko jo kho rhe hamari hi galtiyon ki wajah se.... 
 Bacha kar rakh Liya jaye.. 
Pani ki har ek bund ko... 
Taki kal koi pani ko na tarse..... 
Bacha kar rakh Liya jaye pedo ko... 
Taki kal hawa hawa na ho jaye.... 
Taki hariyali hawa na ho jaye... 
Bacha kar rakh Liya jaye... 
Chhoti Chhoti baton ko jod kar banti hai jo puri zindgi.... 
Bacha kar rakh liya jaye....

Home
Explore
Events
Notification
Profile