SAMA kabi un se taluk tha abi khud se taluk hei kabi un ki sunta tha abi khud ki sunta hu kabi un se mohabbat thi abi khud se mohabbat hei kabi un se mila tha abi khud se mila hu kabi waisa sama tha abi aysa sama hei kabi bhatak jo gaya tha abi rah si mili hei kabi khud ko bana kar abi aysa bana hu kabi ruk jo kaya tha abi chal si gayi hei kabi un k liye tha abi khud k liye hu kabi waisa sama tha abi aysa sama hei Raftaar se zindagi kuch aysi chali hei dunya k loogu ko kuch samajh sa gaya hu kabi jin se judha tha abi meray huvai hei kabi jis ne rulaaya abi us ko rulaata hu kabi waisa sama tha abi aysa sama hei #Fire