#3. Fir kya Papa ke ek thapad ka pdna Bukhar, pet dard sb gyab ho jana Rote hue school jana Fir mammy ke mamta ka jag jana 1 rupya pakar hamare aansu band ho Jaana Ye sb bat un dino ki hm jb hm bacche the.. #3