Nojoto: Largest Storytelling Platform

it's been 84 years Woh mrityu nahi ek saiya hai Ji

it's been 84 years Woh mrityu nahi ek saiya hai
Jisper main chain se sounga
Thak har ke maa ki god me
Phirse main sapne sajounga
Chinta na krna vadan ki mere
Yeh to nasvar tha ek maya tha
Duniya ki kathputli banker jo
Ek jeevan jeene aya tha
Sach duniya ka bhi sach nahi tha
Jha apne bhi the or sab paraye bhi
Mrityu jiska ek hi sach hai
Na woh dusman the na woh paraye bhi
Alvida na samjhana tum yeh meri
Main jeevet tha or rahunga bhi
Vaani banker tumhare hradaya me
Main tumko yaad aaunga bhi
Bss thak gya tha budha vadan yeh mera
Ab chain se main phir so jaunga
Apne papa ki ungli pakad ker
Phirse main kahi kho jaunga #NojotoQuote Woh mrityu nahi ek saiya hai 
#DiarySeShayari #sugambirthare  #death #mrityu #life #cycle #nojoto #nojotohindi
it's been 84 years Woh mrityu nahi ek saiya hai
Jisper main chain se sounga
Thak har ke maa ki god me
Phirse main sapne sajounga
Chinta na krna vadan ki mere
Yeh to nasvar tha ek maya tha
Duniya ki kathputli banker jo
Ek jeevan jeene aya tha
Sach duniya ka bhi sach nahi tha
Jha apne bhi the or sab paraye bhi
Mrityu jiska ek hi sach hai
Na woh dusman the na woh paraye bhi
Alvida na samjhana tum yeh meri
Main jeevet tha or rahunga bhi
Vaani banker tumhare hradaya me
Main tumko yaad aaunga bhi
Bss thak gya tha budha vadan yeh mera
Ab chain se main phir so jaunga
Apne papa ki ungli pakad ker
Phirse main kahi kho jaunga #NojotoQuote Woh mrityu nahi ek saiya hai 
#DiarySeShayari #sugambirthare  #death #mrityu #life #cycle #nojoto #nojotohindi