DaughtersDay maa ki laadali hun mai bitiya fikr meri hai sabse jyada puche maa ke sawalon main hai pyaar jhalakta , kehti meri jaan hai tu maa ka pyaar nisswarath hai , mujhe na yakeen hota ki koi esa bhi hai , ho sakta ,tere alawa mera darpan hai tu ,maa tere jaisa hai ab mjhe sawarna ..... maa tu hai bhut kuch mere liye bas teri laaz hai mujhe rakhna #maa luv you😍