Nojoto: Largest Storytelling Platform

kaun sahi or kaun galat kaun hara or kaun jita k

kaun sahi or kaun galat 
kaun hara or kaun jita 
kisne sach kaha or kisne jhyuth
kisne koshish ki or kisne bina koshish ke har man li
kisne bewafai ki or kisne puri bafadari se nibhai 
chot kisko lagi , dard se roya kaun ,choda kisne or gaya kaun, baat ki kisne or suna kaun , manga kisne or china kaun, diya kisne or liya kaun , mafi mangi kisne or maff nehi kiya kaun , dill joda kisne or toda kaun. insab sawalon 
ka ab koi matlab hi nehi .
jinko jana tha , wo chale gaye , or jinhe rukna tha 
wo rukh gaye.