zindgi mai ate hai sb mtlb ke koi zindgi ka matlb ban jaye to kya bat h ...
chalte hai sb u he sath gum ko uthaye koi apne gum ko hmare sath bant jaye to kya bat hai ....
Firte hai duniya mai sb mtlb liye zindgi mai koi bina mtlb ke mil jaye to kya bat hai .....
chahata hai hr koi jismo se khelna koi ruhu mai uttar jaye to kya baat hai ....
chahata hai hr koi hme badalkar chahana koi hume bina badle apna bana le jaye to kya bat hai ....