Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kya kahe ab apne seher kee baare mein dil mein te

Kya kahe ab apne seher kee baare mein 
dil mein tehzeeb hai aur zubaan par mithaas 
nawabo ka sahar hai humara 
yahan kulfi se lekar patang tak sab ki 
alag pehchaan hai 
koi jadoo sa hai mere sahar mein
 jo yahan aata ushe apna bana leta hai 
tunde kabab ho ya chicken ke suit 
ya phir sharma ji ki chai 
chowk ho ya Aminabad 
chota Imambara ho ya bada Imambara 
koi mandir ho ya maajid ya phir gurudwara
 ,ya church sabhi jagah ish sahar ko gulistaan kar deti 
subah ki dhoop ho ya shaam ki chaoon 
aisi hoti hai ki bacche ki muskaan jaise 
ab aur kya kahe humare sahar ke baare mein 
yeh sirf sahar nahi logo ka dil hai 
Lucknow merasahar meri jaan 
-Nawabo ka sahar 
-Ubaidakhatoon #MeraShehar #Ubaidakhatoon #Lucknow #Nawabokasaher  Motivation Wiser Shikha Verma Soumya Jain Namita Gauri Gupta