Nojoto: Largest Storytelling Platform

NAZAR. Teri Aankhen Roz dekhti h Mujhe, Mera Cheh

NAZAR.

Teri Aankhen Roz dekhti h Mujhe,
Mera Chehra tere liye Anzaan nhi h,
Fark bas itna h,Teri Aankhen Mujhe samjh paati nhi,
Is liye Teri Aankhon ko meri pahchaan nhi h....

Main Roz gujarata hu,
Tere chehre k saamne se,
Lekin tu Mujhe Dekhti nhi h,
Tujhe Ghamand h, Tere Chehre k noor pe,
Isliye Aayine se tu Nazar hatati nhi h.....

Kabhi kabhi lagta h, 
Saamne se kah du tujhe,
Sach me tu aisa karti h,
Ya tujhe tere saamne ye duniya Nazar aati nhi h,
Fir ye soch kar dar Lagta h,
Ki teri syd koi Pareshaani ho,
Isliye ye Nazarein tujhe duniya dikhati nhi h...

Ye duniya badi matlabi h,
Kabhi Jeene ki raah kisi ko sikhati nhi h,
Lekin Tu Fikr Na kar, 
Main tere saath rahunga,
Teri Pareshaani ki Khuda se baat karunga,
Kaise pata karu teri pareshaniyon ko,
Q ki tu mujhe kuch batati nhi h...

Is duniya me tune kai log dekhe,
Lekin mujh jaisa Na dekha,
Main samjh sakta hu tere halaat,
Q ki main bhi kai halaat se gujra hu,
Lekin main kya karu,
Tu mujhe tere halaat samjhati nhi h..
                                                 
                                                .....$unil Sharma. NAZAR πŸ‘πŸ‘

#poem #life #nazar #writer #sunilsharma #suman #Gumnaam shayara tr.soumya chaudhary (madhubala)  tr.soumya chaudhary (madhubala) #suman# ~Nik...jatβœ“

NAZAR πŸ‘πŸ‘ poem life nazar writer sunilsharma suman Gumnaam shayara @tr.soumya chaudhary (madhubala) tr.soumya chaudhary (madhubala) suman# ~Nik...jatβœ“