waqt zaya hua ghav aur bhi gehra hua rooh ki chah me jism bepardah hua silah ulfat ka gunah hua har ikraar inkaar hua ahista ahista jina dushwar hua ©shivani