Nojoto: Largest Storytelling Platform

Zindagi ke Phalsafe mein itna sa Paaya hai... Sir

Zindagi ke Phalsafe mein itna 
sa Paaya hai...
Sirf maa - papa ka saaya hai
aur 
"Baki sab moh maya hai" ...
Bahot dhoop hai raah mein
par usme bhi maa ka aanchal 
lehraya hai..
Pita ke ashirwaad ki chatra
 chanya hai...
Ghanghor andhera hai par
 phir bhi ummed ka diya
jagmagaya hai 
baki to sab sirf moh maya hai...


 #gif Baki sab Moh maya hai 
#Thought #Mohmaya #writingmood 😊😊
Zindagi ke Phalsafe mein itna 
sa Paaya hai...
Sirf maa - papa ka saaya hai
aur 
"Baki sab moh maya hai" ...
Bahot dhoop hai raah mein
par usme bhi maa ka aanchal 
lehraya hai..
Pita ke ashirwaad ki chatra
 chanya hai...
Ghanghor andhera hai par
 phir bhi ummed ka diya
jagmagaya hai 
baki to sab sirf moh maya hai...


 #gif Baki sab Moh maya hai 
#Thought #Mohmaya #writingmood 😊😊

Baki sab Moh maya hai #thought #mohmaya #writingmood 😊😊 #Gif