Thu Badnam hai apni bewafai se mai Mash hoor hu apni wafai se Thu bhatka sa hai musafir koi mera Basera mukammal jaha me hai mujhme bht sabar sa hai thera behaka Dil sa hai Gumnam hai har kisi k liye hawasa thera wajood hai behatha rehata hai mai fatthar se tiki koi murath si hu mujhe thujhe badal na hai ek behathi is hawa ko paak ruhh sa bana ke mukammal isi jaha ka banana hai ha thujhe Zindagi ko khelne se pare jeena sikhana hai thujhe behathar insan banana hai #ha thujhe badal na