Nojoto: Largest Storytelling Platform

"Ramchitramanas" to wo mahakavya hai jiski rachna

"Ramchitramanas" to wo mahakavya hai jiski rachna hi Tulsidasji ki kahani se suri hui.
Bhagwan Shiv aur mata Parvati ke aadesh par Tulsidasji ne Hanumanji ki dekh rekh main Ramayan likhi .
Jisko sabse pehle BhagwanShiv mataParvati aur Hanumanji ne suna .Aur fir bhagwan Shiv ne "Satyam Shivam Sundaram"kehke ushe uttam kaha aur mata parvati ne Ramayan ko "Ramchitramanas" ka naam diya.
"Bolo SiyavarRamchandra ki jay"

©Nivedita Pareek Tulsidasji aur Ramcharitramanas

#NojotoRamleela