❤️Inki smile ko dekh kar hum ye kah sakte hai ki...
khush rahne ke liye kisi dhan aur doulat ki jarurat nahi hai....❤️
🙂🙂🙂🙂
#Zomato_meme
#❤️❤️❤️❤️
#insan kitna kamata h kitna mehnat karta h ye mayne nahi rakhta hai,
#mayne ye rakhta h ki vo apne kam se khush h ya nhi,
uski life me happiness hai ya nhi...❤️❤️❤️❤️❤️