#Ammi_Jaan_Maa
Har chahat ho q na nakaam meri
Bas khuda qubule sirf ek dua meri
Bhar jaye to bhar jaye gamo se ye daaman mera
Bas khushiyon se abaad rahe zindagi Ammi Jaan ki meri.
Har dard mitta raha jis tarah anchal me teri
Aye khuda meri duaon se v mit jaye har pareshani Ammi jaan ki meri.