Nojoto: Largest Storytelling Platform

jab yaad har waqt us kambhakt ki ho .... kyu hu ma

jab yaad har waqt us kambhakt ki ho ....
kyu hu mai raahi jab wo hai kisi aur ki manzil ya jiski manzil hi kuch aur hai phir bhi ye kadam rukte hi nahi aur chal padte hai usi raah pe baar baar..
mai sochta hu ye raah galat hai ya wo manzil magar ye jo safar hai iska kya karen.