Nojoto: Largest Storytelling Platform

beshaq apka chhotu hu main 'sahab' magar muje chho

beshaq apka chhotu hu main 'sahab'
magar muje chhotu banaya halato ne hain.
warna main bhi kisi ka _ raja beta tha.
papa kahte the _ " ki jab zimmedariyan aayegi naa to sab sikha jayegi. "
magar muje yeh nhi pata tha ki zimmedariyan
kitaabein cheen kr ye chai ki ketal thama jayegi.
ek bat kahoon sahab _ " jab zimmedariyon ka bojh jab kandhe pe aata hain na..?
tab school ka bsta kahin raste mein hi sath chhod deta hain. "

        apka apna
- Chhotu #chhotu #childlabour #child #labour #bachpan