Nojoto: Largest Storytelling Platform

Bada akela hoon, jaise ek jinda laash hoon main, c

Bada akela hoon,
jaise ek jinda laash hoon main,
chal raha to hoon magar,
na jane kiski talaash hoon main,
jindagi hai adhuri,
hoon jindagi mein akela,
ro padi hai sochkr jindagi abb,
na kisi ka khas hoon main,
manjil to hai dur magar,
maut k to pass hoo main,
bada dard ki syahi bhari hai kalam mein abb,
Lo aaj phir se udas hoon main...#Deb #aaj_udaas_hoon_main
Bada akela hoon,
jaise ek jinda laash hoon main,
chal raha to hoon magar,
na jane kiski talaash hoon main,
jindagi hai adhuri,
hoon jindagi mein akela,
ro padi hai sochkr jindagi abb,
na kisi ka khas hoon main,
manjil to hai dur magar,
maut k to pass hoo main,
bada dard ki syahi bhari hai kalam mein abb,
Lo aaj phir se udas hoon main...#Deb #aaj_udaas_hoon_main
Home
Explore
Events
Notification
Profile