Jo dard hua tha mujko, tujhe malum kya hai,
Jo chees si uthi is dil me, tujhe malum kya hai,
Harpal kan kan me dard utha tha, par aah bi na nikal saki thi, tujhe malum kya hai,
Ek dariya samet rakha tha jinme, un ankhon se bond bi na giri thi, tujhe malum kya hai,
Faisla karna to tujhe aata hi nahi, kya sahi kya hai galat, tujhe malum hai kya.