Main bhi padhne jata toh kitna achha hota…
Kuchh ban kar main bhi dikhata to kitna achha hota.
Agar gareebi naa hoti itni humare desh mein…
Mujh jaisa har bacha bhar pet khana khata to kitna achha hota…
Apne umar ke bacho ko jab befikar khelte dekhta hu…
Kash mai bhi majduri na karke aise hi khelta to kitna acha hota… #shyari#poetryofnojoto