🌷🌹Zindagi ka har Pal suhana ho jaye, Teri chahat ko sene laga kar, Mera dil Diwana ho jaye, 🌷🌹Zindagi ka har Pal suhana ho jaye, Teri liye tod laoo Chand tare zameen par 🌷🌹Zindagi ka har Pal suhana ho jaye, Tujhe de Doon Duniya ki Har khushi, Na ho Tujhe koi kami, 🌷🌹Zindagi ka har Pal suhana ho jaye, 🌷🌹Shaazi🌷🌹har kisi ka har Pal hi jaye khushgawar,. Na ho koi maus na ghamgusar 🌷🌹Zindagi ka har Pal suhana ho jaye, Written by Sayed Shahzad Anwar "Shaazi"