Nojoto: Largest Storytelling Platform

poetry no.3 Andar se ro ro ke vo bhar se muskurati

poetry no.3
Andar se ro ro ke vo bhar se muskurati hai 
Ek ladki hai jo apne andar 100 gam chupati hai.
Zindghi se u jhujhkar 
Apne ap se u tutkar 
Khusiyo ko apn goi markar 
Fr b solha shringar kr 
Apni zindghi ko dusre ki khusiyo me jo jee jaati hai.
Ek ladki hai jo apne andar 100 gam chipati hai.
Bukha rahna vse uski fitrat nhi.
Uske alava uski kisko jrurt nhi.
Vo naukar hai tumhare gharane ka.
Jismo ki bukh mitane  ka 
Usko puche na koi roti ka 
Vo to jariya h bus maa bap ke pota poti ka.
Rakh kr bukha khudko ghar me dusro ko vo khilati hai.
Ha ek ladki hai jo apne andar 100 gam chipati hai.
Bus pura din bus kaam  use.. 
Na do pal ka aaram  use...
Vo bhul gai h ki zindghi kse jeete hai.
Bus kuch sikha h to ki khoon ka ghoot kse pite hai.
U ghut kr zindghi jeene ka vse to koi samjhota nhi.
Arsa ho gya h use bina hase kuki khus hone ka us pr koi moka nhi.
Pade hai jo uske sarir pr nishaan tumhari namardi ke vo bhar jake unhe girke lagi chot ke nishaaa btati hai 
Ha ek ladki hai jo apne andar 100 gam chupati hai..
Maanke sapno ka raja vo tumhare ghar ko aayi thi ..
Bhut sari khusiya sath me 2 truck dagej b laayi thi 
Bade laad pyar se puchkara tha 
Gaadi se use utara tha ..
Laalach ki dhul hatakar use saaf dikhaya aaina tha..
Baithkar us saji dulhan ko alag 
Trucko ka kia muaina tha..
Sunkar dahej ki kamiya 
Doshi khud ko tahrati hai 
Ha ek ladki hai jo apne andar 100 gum chupati hai ...
Rakhna chahte ho tum usko shram ki 4 diwari me .
Kya khud ki besharmi nhi dikhti tumko uski laachari me .
Sapno ki rabi se leke naukrani tk ka safar tay tumne karaya hai.
Jb jitni jrurt padi bus jism nochke khaha hai.
Vo tumhe patidev khe ya roop kisi shataan ka .
Kya khub gala ghota hai tumne nari ke samman ka ..
Sb kuch apna saupkar tumhe kya apne pas vo rakhti hai jb tum chahte vo roti hai jb tum chahte vo hasti hai.
Etna sb kuch sahkar vo na kisko batlati hai ha ek ldki hai jo apne andar 100 gum chupati hai... #RDV19

Home
Explore
Events
Notification
Profile