Shuru Kiya Jab Se Chalna Madarse Ki Rah Par Chalaya Gaya, Aadhi Adhuri Puri Kar Neendein Subah Sawere Bhagaya Gaya , Ustad Hote Hai Bare Zalim Anjan Tha khabar Na thi Mujhe, Aamokhta Jabbhi Na Sunaya kabhi Chapak Bitha Kar Rulaya Gaya..... (BuKhsh)