aye khuda tu in shaitanon ko hidayat dede aye khuda tu in shaitanon ka nas nabuut khtm krde aye khuda tu in shaitnon ki havaniyt ko mita de aye khuda tu in shaitanon ka khatma krde ............... aye khuda kya tune bhi apni aankhon pe parda dal dia hai aye khuda is mulk mein jo horha hai humari behen betiyon k sath kya tujhe vo dikhayi nhi derha.... aye khuda main is mulk ko chlane walon se ummed na kr skta..... par main is duniya ko chlane wale par bhrosa bhut krta hun..... ................. aye khuda in shaitanon ka tu wajuud mita de..... aye khuda us bekasoor bachchi ko insaaf dila de..... aye khuda ashifa ko insaaf dila de #justiceforashifa #justiceforasifa