Nojoto: Largest Storytelling Platform

v bachpan ke kuch kisse ab bi jehan me aate hai, r

v bachpan ke kuch kisse ab bi jehan me aate hai,
raaton ko khule aasman ke tale khatiye pr let kr taaron ko jab ungli dikhte the,
r chand  jb badlon me chhipta tha to uske niklne ka intijar krte the,
mujhe ab bi yad hai, hmne kitni dafa jugunon ko dhage me bandh kr udhaya hai,
v jugunon ko hath me pakad ke uske jalne bujhne ke kitni dafa muaayne kiye hai,
kai bar to unko bulb me bhar kr bulb ko jlane ki kosise ki hai,
nadan bachpan tha, hme kaha kisi bat ki fikre the,
befikr jindgi ki sachaiyon se hm bachpan ko jite the,
ha to mujhe ab bi yad h v barish aane se pehle titliyon ka udna,
itni rang birangi titliyan dekhe unhe pakdne ko unke picha bhagte,
kbi jugunon ki trh unko bi bandhkr aasman me udate,
mujhe yad h jb sham ko sare bachon ko mummy log ghumne le jati thi ,
park to ni pr v jo bi tha hm bhut mje lekr khelte the,
hari hari ghas pr aksr lot pot hote the,
behaya kr phoolon ko todne aksr bhag jate the,
mujhe yad h mere pehla gana,
jisko maine sbse chhupkr gungunya, 
pr glti se bairik me soye uncle ne sun liya ,
r phr jungle ke aag ki jaisi puri society me fail gyi,
bhut srmai thi mai, qki bhut hi sarmili thi mai,
ab jb bi sunte h v gana to sara kissa aankhon ke samne chlne lgta hai,
jindgi ke bhut hi haseen tajurbe mile h mujhe bachpane me,
ummide ni bs har kisi se bevjh mohabbat thi,
bhut kuch likhna h pr likhun kaise ye smjh ni aata,
qki  bacpan ke kisse ab bi jehan  me bar bar aata hai #happymoment 

sonamkuril1938

Sonam kuril

New Creator

#happymoment v bachpan ke kuch kisse ab bi jehan me aate hai, raaton ko khule aasman ke tale khatiye pr let kr taaron ko jab ungli dikhte the, r chand jb badlon me chhipta tha to uske niklne ka intijar krte the, mujhe ab bi yad hai, hmne kitni dafa jugunon ko dhage me bandh kr udhaya hai, v jugunon ko hath me pakad ke uske jalne bujhne ke kitni dafa muaayne kiye hai, kai bar to unko bulb me bhar kr bulb ko jlane ki kosise ki hai, nadan bachpan tha, hme kaha kisi bat ki fikre the,