Nojoto: Largest Storytelling Platform

Wasta-e-ghum aur khushi Hai waada-e-zindagi Hai ri

Wasta-e-ghum aur khushi
Hai waada-e-zindagi
Hai rishta inka aesa ki ek rooh chodh le ki doorsa le paaye saans-e-wajah
Aur, chala jaaya ek toh doosra thaam lega tumhe ussi waqt, na samjo tum issay saza
Bikhray hai donu zindagi ki rooh mein iss tarah
Jesay kisi nadaan bacchay ne phenk diye ho khilonay be-parwah

The inseparable bond of glee & gloom is the promise of life
Their bond is such that each ceases to give life to other, not to bless you with curse
If one departs, other will hold you in care
Scattered these are in our lives as if some child is heedlessly throwing away some toys.

©Aiman Khan.