Nojoto: Largest Storytelling Platform
johnmirza0705
  • 219Stories
  • 566Followers
  • 1.7KLove
    0Views

John Mirza

  • Popular
  • Latest
  • Repost
  • Video
6bdd664e073bf2b1ea42d1535bca0e21

John Mirza

dhalti hui shaam bhi tujjhse door honene ni deti hai 

 dil me ajab si bechaini kyun hoti hai 
  
aaj badi mushkil  se tere sath mila hai

pal bhar me ye din kyun bita hai #Love

11 Love

6bdd664e073bf2b1ea42d1535bca0e21

John Mirza

tanhai me jab anson katra-katra ban  ke chale.. .
teri yadon se ankhe atish ugle... #Isolated

9 Love

6bdd664e073bf2b1ea42d1535bca0e21

John Mirza

tumhare siwa khuch nazar ni ata..
harwaqt tera chehra mujjhe kyun bhata...
ek dard seene me liye baithe hai.. 
teri chahat me ab jeeye baithe hai... #alone

9 Love

6bdd664e073bf2b1ea42d1535bca0e21

John Mirza

tum raho to dil kaise bechain ho sakta hai... 

har khushi me dard kaise mil sakta hai....

bas ek tamanna thi zindagi se  mujjko.. 

tere ane se mujjhko dhoka kaise mil sakta hai #Nature

16 Love

6bdd664e073bf2b1ea42d1535bca0e21

John Mirza

aye rab ye hath uthe hai teri rahmat ke intezaar me 
kab mujjhe panha dega iss bemari ke andhere se
mana ki mai insaan hun mujjhse khata hui hogi 
ek pal me meri fariyad yaqeenan mujjhko tujjhse nijaat degi

13 Love

6bdd664e073bf2b1ea42d1535bca0e21

John Mirza

teri dosti ka ajab ghazab kirdaar bada khoob hai 

karta hai guftagu lahja-e-inqalaab ye tera ausool hai
jigar se rawangi lahoo me iskadar hai

moot bhi ghabrati hai mujjse tera sath hai

11 Love

6bdd664e073bf2b1ea42d1535bca0e21

John Mirza

Dhundli si nazar a rahi duniya 
ab daolat kiss kam ki 

aaj taqabbur mitraha hai zamano ke bad

ab samal jao tumhare apne-hi-apne  hai 
warna kon tumhare pas hai

12 Love

6bdd664e073bf2b1ea42d1535bca0e21

John Mirza

sawaal tha rab se kaisi mushkil me tune dall diya .
ab inssan hi insaniyat ko maar raha hai

shayad wo bhool raha hai teri hi khudrat hai .
aye khuda tujjhse be-khatata insaan duwa mang raha hai

10 Love

6bdd664e073bf2b1ea42d1535bca0e21

John Mirza

samal rahi hai zindagi thar-thar ke 

sitam khathm ho raha ab dilon se 

ab to samal jao aye logon 

ye bura waqt ni nasiyat hai  insaniyat ko bachane ki

15 Love

6bdd664e073bf2b1ea42d1535bca0e21

John Mirza

ab to muskurate hue sitare nazar ate hai 

khuda ka azaab sabpe nazaar ata hai

bahot ghamand tha inssan ko khud par

youn log ab gidgidate hue nazar ate hai #World_Poetry_Day
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile