Nojoto: Largest Storytelling Platform
suniloli3491
  • 3Stories
  • 8Followers
  • 33Love
    0Views

Sunil Oli

I love singing poetry and story

  • Popular
  • Latest
  • Video
a26e697d2faee2237dcb2be6ac823bb2

Sunil Oli

heloo friends namaste kase ho aap.aaj ma aap se charcha karoonga "humari history ham se kya kehti ha. Vase to aise past ma anek historic moment hain par kooch ghatna aisi hoti hain jo hamein kooch seekhne ki salah deti hain tatha kuch aisi ghatna hoti hain jo hamein es tarike se lagti ha jase hamein present time ma mjaa aata hs a par jab ham anek mahapuruso ki baat karte hain jo hamein history padne ke lie prerit karti hain. mahatma gandhi  
sardar ballabh bhai patel,shyama prasad mukherji,chandra sekhar jo hamein ek desh bhakti va aapsi bhaichare ka sanket dete hain eslie seekhne ke lie deshbhakti history is a best subject.              - rahi jahan nitya viharti madhu ki bela, anchal anchal nitya nvamodo se khela, jiska   gaurav lie nij bharti, akhil dharao yahi sabhyatao ki dharti.   Dhanyavaad .

22 Love

a26e697d2faee2237dcb2be6ac823bb2

Sunil Oli

Hlo friends,kase ho aap aaj ma aap sabhi ke saamne ek important subject par charcha karne vala hoo "sikshit hona kitnaa jaroori ha" sabse pehle start karta hoo chand lino se-.               Ha ye Bharat desh hamara    hamko ha ye jaan se pyaara chahe koi hindu chahe muslim ho par aapas ma ha bhai chara.                          sabse pehle to baat karte ha sabse bade loktaantrik desh ki jo ha hamara pyaara india aaj baat karte ha siksha ki siksha ka sabse jyada agar bolbala ha to vo poore visva ma ha. Kintu ye nahi kaha jaa saktaa ki siksha etni important ha kyoki eske kuch nuksaan bhi hain or kuch faayde bhi hain.sabse pehle charcha karte hain faayde ki siksha se bahut kuch haasil kiya jaa saktaa ha par kuch nuksaan bhi ha charcha karte ha aajkl sikshit log hi adhik galat raaste par jaa rahe hain jabki anpad vale hi kuch nahi jaanta  par usse jyada honest or peace vgakti koi nahi hota atah siksha jarori tab ha jab uska sahi use ho varna bhaad ma jaye aisi siksha jisme logo ke prati aadar nahin.                 kuch line es prakaar ha.                  Ha bhara nahi vo bhaavo se behti jisme rasdhaar nahi ve hriday nahi vo patthar ha jisme desh ke prati pyaar nahi.   thanku have a sweet night and sweet dream.....

3 Love

a26e697d2faee2237dcb2be6ac823bb2

Sunil Oli

रोशनी Sabhi bhaiyo or behno ko sadar namaskaar. Aaj ma yaha nibandh laya hoo jiska title ha "Note Bandi Se Kya Faayda hua". bhaiyo or behno note bandi jise ham sabhi jaante hain jab hmare desh Bharat ke yasasvi pradhan mantri shri narendra damodardash modi ne 8 November 2016 ko raat 8 baje 500 or 1000 ke note band hone ki baat kahi tab sabke  mann ma dar thaa. Parantu jinki monthly income 3000 ya 15000 ho vo bhala notebandi se kyo darega. Notebandi ka faisla ek historic or bahut saktisali faisla ha. Vase to aksar kehte hain ki notebandi laaye usse kya hua notebandi se hi ( jo log ghooskhori karte tha) unke lie notebandi kisi tention se kam nahin ha. Ab baat aati ha notebandi ki notebandi se anek faayde hue parantu poorna roop se notebandi faisla sahi thaa ye bhi nahi kaha jaa saktaa ha. Ham sab bharat vaasi hum ma sabhi faisle ko sunne ki chamtaa ha notebandi ne videsho ma pali sampaty ko saaf kiya tatha  jis kisi ke bhi ghar ghooskhori chori ke paise the unke ghar ma raid padi jisse faayda to desh ko hua ha kintu hamein es tathya ko samjhna hoga or notebandi se rojgaar ma faayda hua aasani se 500,1000 ke note change hue to ye faislq historic thaa or esse fayda bhi hue tatha kuch bahut nooksaan bhi hua eslie notebandi ko accha bhi nahin kaha ja saktaa tatha bura bhi nahin kaha jaa saktaa es par kuch line likhra hoo-.                    Ham ha hindustani hamme ha ye nisaani ye desh hmari maa ha or log hindustani. Thanks to all of you have a nice day #notebandi## ke faayde

notebandi## ke faayde

8 Love


About Nojoto   |   Team Nojoto   |   Contact Us
Creator Monetization   |   Creator Academy   |  Get Famous & Awards   |   Leaderboard
Terms & Conditions  |  Privacy Policy   |  Purchase & Payment Policy   |  Guidelines   |  DMCA Policy   |  Directory   |  Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile