Mousumi Paul (Notebook) ๐Ÿ““

Mousumi Paul (Notebook) ๐Ÿ““ Lives in Bongaon, West Bengal, India

i'm a strong Girl ๐Ÿ‘ง ๐ŸŒน๐ŸŒนโ˜€โ˜€๐ŸŒˆ๐ŸŒˆ๐ŸŒ๐ŸŒ๐Ÿ˜ˆ๐Ÿ˜ˆ

  • Popular Stories
  • Latest Stories

"#DearZindagi umar thi jab pandra tab ankh reheti v tha andha iss chhoti si umar mein zindagi samajhli iss samajh ki bina kare parwa jeena hai ab khud k liye v karni hai pudi har sapna joh kuch thi adhura"

#DearZindagi umar thi jab pandra
tab ankh reheti v tha andha
iss chhoti si umar mein zindagi samajhli
iss samajh ki bina kare parwa
jeena hai ab khud k liye v 
karni hai pudi har sapna
joh kuch thi adhura

#DearZindagi

34 Love

"#Pehlealfaaz jab v tera bohat yaad ati hai tujhse besharmo ki tarah baat kar leti hoon par tu toh shirf dikhwaba karti hai kyun ki tere liye meri pyar se zyada teri ego bada hai"

#Pehlealfaaz jab v tera bohat yaad ati hai 
tujhse besharmo ki tarah baat kar leti hoon
par tu toh shirf dikhwaba karti hai
kyun ki tere liye meri pyar se zyada teri ego bada hai

 

23 Love

"khusia ani jani hai usme hi humari kahani hai andheron mein tha roshni thodi hua hai jo sab sapne pudi"

khusia ani jani hai
usme hi humari kahani hai
andheron mein tha roshni thodi 
hua hai jo sab sapne pudi

roshan zindagi
#Nojoto#roshan#Zindagi

22 Love

"tum kehete the tum darte ho ki hum na chale jaye kise pata tha tum hi bikhar jaoge teri achhai k liye us cigrette ka lat chhudwana chaheti thi ab kya ho gaya pata nahi lat mujhe hi lag gayi sab kehete the larke dhua udate hain khud ki takleef k liye hum dhua udate hain toh phir kyun kisi aur ko takleef hota hain"

tum kehete the tum darte ho ki hum na chale jaye
kise pata tha tum hi bikhar jaoge
teri achhai k liye us cigrette ka lat chhudwana chaheti thi
ab kya ho gaya pata nahi lat mujhe hi lag gayi
sab kehete the larke dhua udate hain khud ki takleef k liye
hum dhua udate hain toh phir kyun kisi aur ko takleef hota hain

takleef
#Nojoto#Nojotohindipoem

21 Love

"bachhe hai woh podha jo ugte hai badi peir ko sahara karke aur maa baap hoti hai woh peir jo rehete hai unki rakhsak banke"

bachhe hai woh podha jo ugte hai badi peir ko sahara karke
aur maa baap hoti hai woh peir jo rehete hai unki rakhsak banke

maa baba
#PARENTS#Love#nojotohindi

20 Love